Tuesday, October 5, 2010

islamic sayings

Bas na chalay ga Kch bhi ab Shaitan ka,,

Aaya hai muskrata howa mahina Ramzan ka,

Gar Gar main jalay gi shama fakt Toheed ki,,,,

Arsh chovay ga Sajda kamzor baibas Ensaan ka ,,,,

Barsay ga Rahmaton ka sawan Har so har ja,,,,

Hr zuban pa ho ga Naghma Fakat Rahman ka,,,

Awo apna apna daman Donay ka ahd krain NoOr .

Qismat walon ko milta hai moka Apny pahchan ka. . . /

islamic sayings

No comments:

Post a Comment